|
ker ke wafa dil wafa mangne laga kaisa pagal tha mohabat ka sila mange laga jab se usay azeez hui meri zindagi main apni zindagi ki dua mangne laga. mujay sub kuch kabol he ae falak gham-e-yar mujh se talab na kar main usey kaisey dil se juda karun jo meri umar bhar ki talaash hein. kia chupaaye ga naqaab us ke shabaab ko faraz .nigah e ishq se to pather bhi toot jaty hen. |
| From: Amjad |
|
Na jane tum par itna yaqen Q hai Tumhara khiyal itna haseen Q hai. Suna hai mohabat ka dard meetha hota hai, Tu phir aankhon se nikla aanso namkeen Q hai.. |
| From: 03002174714 |
|
teri Girl freind ka phone aaya tha . . . . Keh rahi thi . . . . Koi pathar se na maray mere dewane ko . Bomb ka zamana hai URRA do saleey ko.... |
| From: 03002174714 |
|
Hujoom Itna Ho Gham Guzarna Bhi |
| From: Nadia |
| Mustakil is jahan main tum bhi nahin. Mustakil is jahan main hum bhi nahin. Na musarrat hi mustakil hai yahan. Mustakil is jahan main Ghum bhi nahin. Phir adawat hi mustakil hi kyoun ho. Aao kuch is tarha na ker dekhen. In andheron main roshni ker lain. Aao Dosti ker lain. Aao Dosti ker lain. |
| From: Nadia |
| Sachi hai meri dosti azmake dekhlo, Karke yakin mujpe mere paas aake dekhlo. Badalta nahi kabhi sona apna rang, Jitni baar dil kare aag laga kar deklo. |
| From: Nadia |
| Zindgi kabhi muskil to kabhi aasan hoti hai, Ankho me nami hontho pe muskan hoti hai, Na bhulna apni muskuraht ko, Issi se har mushkil aasan hoti hai |
| From: Nadia |
| Teri dosti kya mili mujhe jeene ka sahaara milgaya dhoobi hu kashti ko kinaara milgaya duao mein maangte thei apne khuda se ek dost aaj dekho hamein sab se pyaara dost milgaya |
| From: Nadia |
| Dard se hamara rishta na jodna ae dost kabhi hamein tanha na chodna milenge aur bhi dost tumhein zindagi ke safar mein hamari guzaarish hai tumse ke humse muh na modna |
| From: Nadia |