kia chupaaye ga naqaab us ke shabaab ko faraz .nigah e ishq se to pather bhi toot jaty hen.
From: Nadia

From: M.IRFAN

Uss k honton ka tabassum rahay qayaim ?YA RUB? Uss k jeevan main khushiyon ka basaira ker day? Tu meri ?KARB? ki raaton ko bhalay khatam na ker, Uss ke her shaam k aakhir mai ?SAWAIRA? ker day. Uss k ?DIL? k kisi konay main jaga day mujh ko? Uss ki ?AANKHON? ko meray sapnon say khaira ker day Yeh meray dil ki dua hay ?MERA MOLA SUN LAY?? Saaaari duniya say chupa ker ?USSAY MERA KER DAY?
From: noman

Zindagi qad e musalsal ka siwa kuch bhi nahi Kiya tha jurm- e -wafa is k siwa kuch bhi nahi Jeenay ki arzo ma roz mar rahey han Dawa teri muhabbat ka siwa kuch bhi nahi Khnchti ha appni taraf gulshan ki rang- o- bu Kashish phoolon ma khushboo ka siwa kuch bhi nahi Bhool jana aik naymat ha kuda ki islia Bhoolna tera haqeeqat ka siwa kuch bhi nahi Thora ha farq baqi insan aur hewan ma Saqi tujh ma muhabbat ka siwa kuch bhi nahi

From: noman

Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna hath chudana bhool gaya, khat likha hai par khat ke koney par woh apni ankh ka ansoo mitana bhool gaya rooth ke dono aik jaga baithey rahey main usko woh mujko manana bhool gaya

Uss k honton ka tabassum rahay qayaim “YA RUB” Uss k jeevan main khushiyon ka basaira ker day… Tu meri “KARB” ki raaton ko bhalay khatam na ker, Uss ke her shaam k aakhir mai “SAWAIRA” ker day. Uss k “DIL” k kisi konay main jaga day mujh ko… Uss ki “AANKHON” ko meray sapnon say khaira ker day Yeh meray dil ki dua hay “MERA MOLA SUN LAY”… Saaaari duniya say chupa ker “USSAY MERA KER DAY”
From: Nadia

[1]